Main Shaayar Toh Nahi Lyrics and Translation

This is one of the old goodies of Hindi music. It has a very simple structure but nice meanings. This time, the video is below the translation. Enjoy 🙂 Please also let me know if you have requests in Hindi or Tamil.

**Main shaayar to nahin

Main shaayar to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko shaayari aa gayi**

I´m not a poet

I´m not a poet but hey beauty,

Since the time I saw you

Poetry came to me (implying he became capable of poetry)

**Main shaayar to nahin

Main shaayar to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko shaayari aa gayi**

**Main aashiq to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko aashiqui aa gayi**

I am no romantic lover, but hey beauty,

Since the time I saw you

I have started being romantic

Main shaayar to nahin

I am no poet

**Pyaar ka naam maine suna tha magar

Pyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar

**

I had heard about love but

What love was, I didn´t understand

**Pyaar ka naam maine suna tha magar

Pyaar kya hai, yeh mujhko nahin thi khabar

**

**Main to uljha raha uljhanon ki tarha

Doston mein raha dushmanon ki tarha

**

I was confused about these problems

Like enemies hidden among one´s friends

**

Main dushman to nahin

Main dushman to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko dosti aa gayi**

I am no one´s enemy

I am not an enemy, but dear beauty,

Since the time I saw you,

I understood friendship

Main shaayar to nahin

I am no poet

**

Sochta hoon agar main dua maangta

Haath apne uthaakar main kya maangta**

I am thinking if I seek a blessing/pray

After I take your hand in mine, what more can I ask for?

**Sochta hoon agar main dua maangta

Haath apne uthaakar main kya maangta**

**Jab se tujhse mohabbat main karne laga

Tab se jaise ibaadat main karne laga**

Since I fell in love with you

I have started worshipping god too

**Main kaafir to nahin

Main kaafir to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko bandagi aa gayi**

I am not ignorant

I am not ignorant, but hey beauty,

Since the time I saw you,

I´ve begun to feel more belief and belonging

**Main shaayar to nahin, magar ae haseen

Jab se dekha maine tujhko

Mujhko shaayari aa gayi

Main shaayar to nahin** .


See also